Sunday, March 4, 2007

.....khwaab..........

khwabon ki duniya me aksar nikalkar....
milte the unse hum yaadon me chal kar...
lagta tha waqt kuch tham sa gaya hai...
kaliyan khili hai, mausam naya hai...
aankhon se unki dekhi thi duniya...
lagta tha mil gayi ab sari khushiyan...
un aankhon me kitna pyar tha gehra..
dil me basa tha bas unka chehra...
aankhen khuli to jaana yeh khwaab hai sach nahi..
par dhadkan kehte hai uske bina hamari zindagi kuch nahi....

No comments: